Wednesday 27 July 2011

Subah ka gila

Subah subah Ye suraj din se kya kehta hoga?

Aaj kya tohfa laye ho mere liye? Din ka jawab - main Khud jo hun tumhare liye,
par tum har sham ko mera saath kyun chhod dete ho?

Suraj kehta - main jo tumhara saath na chhodun,
To tum raat ka aanchal na odh sakogi aur na hi chand tumhari maang tika ban payega!!

1 comment: